Soundtracks: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #

List of artists: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #



Yoon Shabnami lyrics by Parthiv Gohil

 

Yoon Shabnami Song Lyrics


(Yuun shabnami pehle nahi thi chaandani
Chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya
Woh churaane laga hai nazar) - 2
Yuun shabnami.......
Dekho chaand aaya, chaand nazar aaya - 3
Aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya
Haanji aaya aaya aaya sharmaaya
Tu bhi aaja saawariya
Aaya aaya aaya dekho chaand nazar woh aaya
Dekho chaand nazar dekho dekho ji chaand nazar woh aaya
Sharmaaya aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya
Dheere dheere aake hawa gungunaake har khabar de tumhaari
Kaisa yeh nasha hai, nazar mein ghula hai har ghadi hai khumaari
Nashe mein kadam mere udhar kabhi idhar, gumsum nazar jaayein kidhar
Kho gaye tujhme hum iss kadar
Yuun shabnami pehle nahi thi chaandani - 2
Song text taken from stlyrics.com
Chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya
Woh churaane laga hai nazar
Yuun shabnami.......