Soundtracks: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #

List of artists: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #


Tere Sang Yaara


Atif Aslam Lyrics

 

Tere Sang Yaara Lyrics

Tere Sang Yaara by Atif Aslam


Tere sang yaara
Khush rang bahaara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O karam khudaaya hai
Tujhe mujhse milaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khush rang baahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O tere sang yaara
Khush rang bahaara
Main tera ho jaaun
Jo tu karde ishaara
Kanhi kisi bhi gali mein jaaun main
Teri khusboo se takraaun mein
Har raat jo aata hai mujhko
Wo khwaab tu
Tera mera milna dastoor hai
Tere hone se mujh mein noor hai
Main hoon soona sa ek aasmaan
Mehtaab tu
O karam khudaaya hai
Tujhe maine jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O Tere sang yaara
Khush rang bahaara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O Tere sang yaara
Khush rang bahaara
Tere bina ab toh
Na jeena gawaara
Maine chhode hain baaki saare raaste
Bas aaya hoon tere paas re
Meri aakhon mein tera naam hai
Pehchaan le
Sab kuch mere liye tere baad hai
Sau baaton ki ik baat hai
Main na jaaunga kabhi tujhe chhod ke
Ye jaan le
O karam khudaaya hai
Tera pyaar jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O Tere sang yaara
Khush rang bahaara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O Tere sang yaara
Khush rang bahaara
Main behtaa musafir
Tu gehraa kinaara



A-Z Lyrics Universe

Lyrics / song texts are property and copyright of their owners and provided for educational purposes.