Soundtracks: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #

List of artists: A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #


Ek Baar Tum Aana


Abgott Lyrics

 

Ek Baar Tum Aana Lyrics

Ek Baar Tum Aana by Abgott


Ek baar tum aana phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana
Wahi ret ka ghar hai banana
O o o
Ek baar tum aana phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana
Wahi ret ka ghar hai banana
O o o

Chanda tha jahaan wahi hai abhi
Sitaaron ki jhilmil wahi
Chanda tha jahaan wahi hai abhi
Sitaaron ki jhilmil wahi
Jis mod pe ham mile the kabhi
Woh mod abhi hai wahi
Kajra lagana palken jhukana
Milana tera sharmana
Ek baar tum aana phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana

Chaha jo yahaan mila hai sabhi
Haan tumko magar kho diya
Chaha jo yahaan mila hai sabhi
Haan tumko magar kho diya
Sapanon ka shahar ho apana huaan
Ek tu hi na mera huaan
Mujhko manana khud ruth jaana
Dekha na tera itaraana
Ek baar tum aana phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana
Wahi ret ka ghar hai banana



A-Z Lyrics Universe

Lyrics / song texts are property and copyright of their owners and provided for educational purposes.